Assalamu Alaikum 🌸
Aapne hamari Tajweed Class attend ki hai. Hum chahte hain ke aap apna experience hamare saath share karein. Aap class ke baare mein kuch alfaaz mein apna feedback likh sakte hain. Aapka feedback hamare liye bohot qeemti hai. 🤍
Or aap Image option me apna Certificate post krden
Jazakillahu Khairan! 🌷