Satik
Main apko bolna chahte hun ke hamare in 5–6 saal ke relation me maine tumhe bahut baar hurt kiya hai. Bahut baar maine wahi kaam kiya jo tum nahi chahte the, aur maine tumhari baat ko ignore bhi kiya. Kabhi kabhi main galat sangat me bhi pad gayi, aur un logon se bhi baat ki jinhe tum pasand nahi karte ho, jabki mujhe pata tha ki tumhe bura lagega. Maine tumse bahut baar ladai bhi ki, zid ki, unnecessary arguments kiye, aur baad me realise hua ki galti meri hi thi. Jaise jaise meri age badh rahi hai, mujhe khud samajh nahi aa raha kabhi kabhi mujhe kya ho jata hai. Main bina soche kuch bol deti hoon, kuch kar deti hoon, aur baad me pachtati hoon. Main sach me kabhi jaanbujhkar tumhe dukh nahi dena chahti, par fir bhi meri wajah se tumhe takleef hui hai, aur is baat ka mujhe bahut afsos hai. Main maantr hoon ki maine promises kiye aur har baar perfect nahi reh payi, lekin mera pyaar kabhi jhootha nahi tha. Main promise karti hoon ki ab main khud ko sudharne ki puri koshish karungi, tumhari baat ko samajhne ki koshish karungi, aur aise kaam nahi karungi jo tumhe pasand na ho. Main nahi chahti ki tumhe kabhi aisa lage ki main sirf matlab ke liye tumhare saath hoon, ya meri feelings sachchi nahi hain. Main emotionally sachchi hoon, meri niyat saaf hai, aur main dil se tumse pyaar karti hoon. Main bas chahti hoon ki tum mujhe ek mauka aur d
questions
- Who are you / what are you working on?
- How has [our product / service] helped you?
- What is the best thing about [our product / service]